Kashmir and Corona: Kashmiriun ki bd dua

Kashmirion ki Bd Dua

Kashmir Jal gya Kashmir Jal gya

Aqwam e Muthida tera aman mission khan gya

lut rhi hain hwa ki betian pal pal yhan

Aqwam e Muthida say insaniyat ka janaza nikal gya

Kisi ki zuban bolti nahin nuqsan kay dar say

Jakra hay ab corona nay nuqsan ka dar Khan gya

Bhook o kufr say to qoumain chal saktin hain magar 

Mazolomo bay kason say hay bay insafi ka asar kidhar gya

Kiun band kiya khana e khuda or dar e Nabi (SAW) zalimon nay

Rohangya Palestine o kashmir ki siskiun ka asar arsh pr gya

Ghor o fikar krne ka mqam hay ab Noor Akhter

Til til Mren Log Corona say jaded science ka samar khan gya

 

Leave a Reply