Shab e Barat Poetry

Shab e Barat

Hr raat hay momino kay liye ibadat ki raat

sheh Rag say zyada qareeb hay Rab to hr raat hay Shab e Barat

Utrtay hain Malaika farsh pr lay kar Rab ki rehmtain or bakhshish

Kr lo Ibadat mna lo Rab ko kay shab hay muqadar likhanay ki raat

shab e barat poetry

 

Sad Poetry in Urdu- Kiya mila hmain

Sad Poetry in Urdu

Sad Poetry in Urdu
Kiya mila hmain kisi ko sanwar kr nikhar kr

hum to chlay jaen gay dukhun kay din guzar kar

Dunya main kab pyar k badlay piyar milta hay

daikh chukay hum to hr rishta nata aazma kar