Na koi ehsaas na pyar na pur josh ankhain kisi ki
lagta hay aisay plastic ka dil rkha ho kisi khilonay main

Na koi ehsaas na pyar na pur josh ankhain kisi ki
lagta hay aisay plastic ka dil rkha ho kisi khilonay main
Kr lo aish char din yaro
phir imtehan k nataij ka hona ailan hay
aa gae jo achay numbers phir i jan main jan hay
ae jo buray numbers phir pakra jana kan hay
check online result for 9th class lahore Board
Pehn kr rang brang kay kapray sb
goya titliun ka ghol phir rha ho sb chilmilanay lgay hain chehray sb
kiun kay eid ka tehwaar hay khushiun ka sabab
Bachay Eid mubarak kay tranay ganay lgay hain sb
Sambhalay say bhi khushian nahin sambhali jatin sb
Kiya mila hmain kisi ko sanwar kr nikhar kr
hum to chlay jaen gay dukhun kay din guzar kar
Dunya main kab pyar k badlay piyar milta hay
daikh chukay hum to hr rishta nata aazma kar
Aaj dil bohat bhar aya hay
Najanay is ko kiya khayal aya hay
Tup Tup brasnay lga kiun pani hay
lagta hay isko koi shuks yad aya hay
Tou Jee lay jitna jeena hay banday akhir moot hay
Do din ki zindagi hay akhir moot hay
Hmesha ki zindagi jee pae ga tu kiya smjhta hay
Bewkoof kar lay naik amaal bs yehi mooqa hay
Neki asal-e-hayat ha Nabi (S.A.W) ka pegham yeh batata hay
Karo jis say neki us kay shar say bacho Hazrat Ali (R.A) kay qoul say jana hum nay
Karo neki or darya may daal do yeh bazargon say seekha hum nay
Phir aksar neki karnay walon ko darya burd hotay bhi daikha hum nay
Yehy sooch kar guzar jati hain shab-o-roz Noor-e-Akhtar
<
p style=”text-align: center;”> Kay ghor andheray may phir umeed ka ik diya zaroor jalata hay