Khudaya chmaktay soraj ki dopehar shal kiun nai jati
jhail chukay zindagi ko bohat ye musibat ab tal kiun nahi jati
Bakhshish kay liye insaan ki khuda nay Juma Mubarak ka din bnaya
Hota hay rehmatun ka nazool is din isi liye sardar e ayyam btaya
Parhain namaz sab musalman mil kar Juma Mubarak ko
barhay sab kay dilun main muhabbat or zarya sawab usay btaya